Police Officer Bachey Se:
Police Officer Bachey Se:Beta Kia Tumhare Abu “Al Qaida” Me Hain?
Bacha: Uncle! Mujhe Abu Ka To Pata Nahi! Per Main.“Noorani Qaida” Pe Hoon!
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1274 views
Similar Jokes
Santa n Banta were watching a cricket match. When batsman hits a boundary.
Banta: Kya Goal mara.
Santa: Raha Na bewakoof ka bewakoof, Goal is mein nahin cricket mein hota hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Agar koi apko dopahar 12-1 baje kahy “good-night”
ya phir
shaam ko kahe “good morning”
ya phir
ajeeb ajeeb batien karien
to samajh lein keh Us keh exams ho rahey hain!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Boy: agar me mar gaya to kiya tm dosri shadi kerogi?
Girl: nai me apni BEHAN k 7 reh longi
Girl: agar me mar gayi to?
Boy: Me b tumari BEHAN ke sath rahlonga
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Dil ko pata tha woh zarur aayegi,
Dil ko pata tha woh zarur aayegi,
Par kabhi socha na tha ki,
Surprise me kambakht apna “husband” bhi saath layegi!!
by Abdul Sami (few years ago!)
Kisi ne ek Aadmi se pucha: Bhai ye khushiyan kiya Hoti Hain???
Aadmi: pata nahi bhai Meri to jawani Me Hi Shaadi Ho Gayi thi.
by Abdul Sami (few years ago!)
Memon k bete ka accident hogya
Dr:
ap k bete ki dono tangen katni paregi?
Memon ne sir pakar lia
Dr:
kia hua
Memon:
kal hi begherat ko nai chappal dilwai thi
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan apni Maa se: Kia ap ne mujhy paida hone se pehly daikha tha?
.
Maa: Nahi
.
Pathan: To phir ap ne mere paida hone ke baad mujhe pehchana kaisy?
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Aik aadmi talaab main naha raha tha.
Police wala kehta hai
“Chal ooye bahar aa kar kapry pehan
Teri Talashi leni hai!!
by HAQ (few years ago!)
college me lecture chal raha tha...
1 ladka achanak uth kar class k bahar chala gaya...
lecturer: ye bahar kyu gaya???
ladke ka dost: sir usko nind me chalne ki aadat hai...!!!
by tahir bashir (few years ago!)
Ek aadmi apni biwi ka antim sanskar kar ke, Ghar ja raha tha ke achanak bijli, Chamki, Badal garje, Zor se barish shuru hoi, Aadmi bola lagta hai pahunch gai.
by Pak101.com (few years ago!)